Main behti nadi ki ek dhara,
jise to behte hi rehna hai.
Main achal himalaya ka wo hissa,
jiske iradon ko adig hi rehma hai.
Main shakti ka wo ansh jiski takat se yeh jahan chalta hai. Main nayi shuruat ka wo aadhar,
jo nit nayi khoj karta rehta hai. Main bharat ka wo yùva,
jiske aage sara jahan jhukta hai.
yuva divas pe sabhi yuvaon ko mera salam.