aise hi baithe baithe khayal aaya,
jise bhi dekha humne, usme humara hi andaz nazar aaya...
sab kahin kush dikh dikh rahe they,
par main phir bhi na jaane kyun khain khoya khoya sa nazar aaya....
aise hi baithe baithe khayal aaya,
aaj phir tera sapna aaya
aaj phir waqt tham sa gaya
jaane kahan hoge tum
jaane kab miloge tum
kitni hi kalpana kari
kya hogi surat ab kya hogi fidrat ab
soch soch ke jitna tumhe yaad kiya utna hi aur yaad karne ka mann karta gaya...
mann bhi bada ajeeb hai ussi cheej ki piche padta hai jisse hashil karna mumkin nahi,

No comments:
Post a Comment