Friday, August 8, 2014

self creation 9

koi madad nahi karta duniya me, khud hi uth chalna padta hai,
gir ke bhi dekha ,uth ke bhi dekha ,
samay ka fera to ghumta rehta hai,
kyun darta hai mere mann tu,
vishwas rakh uspe,
jiski kripa se suraj akela hi sabko jeevan deta hai....

No comments: